Posts

Showing posts from January, 2018

satya shanti vachan (30)

1     Agar aap hmesha khud ki tulna dusro ke sath karte rahte hai,            Toh aap jaroor ahankari ya irsyaay ke shikar ho jayenge, 2       acchii pustake hamare acche doston ki tarah hai,         Aslil sahitya hamare man ko dusit karta hai aur        Hame galat raste par jane ko majboor karta hai! 3     samasyay kaisi bhi ho inse ghabaraiye mat’        Inko pariksha samajh kar pass kijiye! 4     jeevan ko aabad karna hai toh main kaun hoon?        Is paheli ko hal kijiye !       Main aur mere pan ke bhaav se mukt ho jaiye! 5     gyaan sabse bada dhan hai,        Khud se puchhe-‘main kitna dhanwan hoon’! 6      yadi apke man se gande bol nikalte hai,        Toh apka man kaisa hoga? 7     hamare vachan chahe kitne hi acche kyo na ho       Par duniya hume humare karmo se pahchanti hai! 8     yadi aap mrityu se darte hai toh iska       Arth hai ki aap apne jeevan ko       Bikul mahatwa nahi dete! 9   aap apne adhikaro ko lekar hi jagrook nahi rah