satya shanti vachan (30)
1 Agar aap hmesha khud ki tulna dusro ke sath karte rahte hai, Toh aap jaroor ahankari ya irsyaay ke shikar ho jayenge, 2 acchii pustake hamare acche doston ki tarah hai, Aslil sahitya hamare man ko dusit karta hai aur Hame galat raste par jane ko majboor karta hai! 3 samasyay kaisi bhi ho inse ghabaraiye mat’ Inko pariksha samajh kar pass kijiye! 4 jeevan ko aabad karna hai toh main kaun hoon? Is paheli ko hal kijiye ! Main aur mere pan ke bhaav se mukt ho jaiye! 5 gyaan sabse bada dhan hai, Khud se puchhe-‘main kitna dhanwan hoon’! 6 ...